Author Topic: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI  (Read 11045 times)

Offline ATI Karachi

  • Full Member
  • ***
  • Posts: 172
  • My Points +0/-0
  • Gender: Male
  • ANJUMAN TALBA E ISLAM {A T I}
    • www.atikarachi.org
ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« on: November 26, 2009, 01:34:12 PM »
    assalamualaikum
                             FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI k dono campuses (science yani gulshan campus & arts & commerce yani abdulhaq campus) me addmision start ho chukay han kisi bhi qisim ki rhenumayi or maloomat k leay raabta karen
       ADMISSIONs commitee OF Anjuman- E - Talaba - E - Islam (ATI) JAMIA URDU !
  office : 021 37730263
  brother adeel sabir (nazim ATI fuu) 0313 2191641
 

Offline iram

  • Editorial board
  • Hero Member
  • *****
  • Posts: 3849
  • My Points +16/-3
  • Gender: Female
ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #1 on: November 27, 2009, 10:23:36 AM »
السلام علیکم
یہ پہلی پوسٹ ہے جو کہ اے ٹی آئی  نے طلبہ کے لئے کی ہے ۔ اس سے پہلے تو ہر پوسٹ اے ٹی آئی کے ممبر کے لئے تھی ۔
میرے خیال میں طلبہ تنظیموں کا واحد اور سب سے پہلا مقصد طلبہ کی رہنمائی اور تربیت ہے ۔ نہ کہ معاشرے(سوسائٹی) کی راہنمائی ۔ کیونکہ یہ کام عمرانیات اور ساسیات کے ماہرین کا ہے ۔
میرے بات کا نہ مطلب نہیں کہ طلبہ کی روحانی اور سیاسی تربیت نہیں ہونی چاہئے۔
اس کی بھی ضرورت ہے ۔
میرے کوئی بات بری لگے تو ایڈونس معذرت چاہتی ہوں

Offline ATI Karachi

  • Full Member
  • ***
  • Posts: 172
  • My Points +0/-0
  • Gender: Male
  • ANJUMAN TALBA E ISLAM {A T I}
    • www.atikarachi.org
Re: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #2 on: November 28, 2009, 12:03:07 AM »
walaikumassalaaaam
           umeed hay k mizaaj e giraami bakher hongay ! , dekhen 1st of all to ye k aap ka  bohot bohot shukriya k aap ne reply kia yaqeen keegeay bohot acha laga or bohot he hosla afzaayi bhi hui,
2nd ye k aap ne is reply me (ghaliban ghalti se he hua hoga) pehle I phr T & then A likha hay so plz correct,
3rd ye k ye baat k ye 1st msg tha talba k leay to janaaab aap ki ittela k leay arz hay k aain e anjuman k mutabiq ATI me shaamil hone or shamil rehne k leay student hona + age ka bhi under 32 yrs hona lazmi, lazmi & lazmi hay (isee shart he k badolat aaj bhi ATI k 42 yrs me bannay wale tamaam he koi 42 he k qareeb ex presidents & S.G s, yahaan tak k founder members tak bhi kuch ikhtiyaar nhe rakhtay or tamaaam tar faislay sirf or sirf haazir qayaadat he karti hay) matlab ye k baaqi tamaam msgs bhi (khuwah wo sirf ATI ki activitys pr he mushtamil hon, tamaam tabqon k sath sath) talbaa he k leay thay,
4th ye k yahan aap ne jo apna khayaal pesh kia us se bohot had tak hamen ittefaaq to ha but phr bhi itna kehna zaroori khayaal karte hn k aise misalen 1 se zaaed pesh ki jaa sakti hn k pooray pooray muaashron me inqalaab talbaa he le kr aay, or laa saktay hn (shayad aap ki maloomat mujh se kaheen ziyada hon about it) to talbaa muaashron ki rehnumaayi he nhe bohot behtar rehnumaayi kar saktay hn, or kuch bhi ho siyasat na sahe ''talba siyasat''
(student's politics) pr to hamaara haq tasleem karte hn naa aap ?
& last ye k aap ki maazrat ko dekh kr aik baar ye yaqeen dilaana behtar hoga k yaqeeen jaaanen hamen aap k replys parh kr bohot khushi hoti hai, balke aap se request hay k tamaam he msgs pr (agar munaasib samjhen or mumkin ho sakay to) kuch na kuch  comments/reply/izhar e khayaal zarooooooooooooor  kia karen {maazrat ki qat'an zaroorat nahe balke aisa baar baar karne ki zaroorat hai},
& haan aik baat or jo yahaan bhi keh he doon k kuch tajaaweez & requests theen jo k aap ko (pakstudy.com@gmail.com) pr mail ki theen koi reply nhe aaya is leay arz krna zaroori samjha koi e mail id agr de den to (wo poori mail yahaan copy paste  karna asaan to hay but shayad munaasib na ho is leay) bht inaayat hogi !
                                     aap ki mazeed rehnumaayi or ta'aawwun k muntazir
                                                      team atikarachi.org

Offline ATI Karachi

  • Full Member
  • ***
  • Posts: 172
  • My Points +0/-0
  • Gender: Male
  • ANJUMAN TALBA E ISLAM {A T I}
    • www.atikarachi.org
Re: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #3 on: December 10, 2009, 01:11:30 AM »
NOTE :       BBA & MBA waghera k leay entry tests ki tayyari & rehnumayi k leay bhi raabta kia jaa sakta hai.

Offline ATI Karachi

  • Full Member
  • ***
  • Posts: 172
  • My Points +0/-0
  • Gender: Male
  • ANJUMAN TALBA E ISLAM {A T I}
    • www.atikarachi.org
Re: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #4 on: December 10, 2009, 01:12:54 AM »
NOTE :       BBA & MBA waghera k leay entry tests ki tayyari & rehnumayi k leay bhi raabta kia jaa sakta hai.

Offline Sehra

  • Primary Group
  • *
  • Posts: 1
  • My Points +0/-0
Re: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #5 on: December 11, 2009, 01:45:10 AM »
whats the last date for admission in b'com?

Offline ATI Karachi

  • Full Member
  • ***
  • Posts: 172
  • My Points +0/-0
  • Gender: Male
  • ANJUMAN TALBA E ISLAM {A T I}
    • www.atikarachi.org
Re: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #6 on: December 13, 2009, 01:19:43 AM »
ASSALAMUALAIKUM
      abhi tak to last date 15 th of december hay ! barhaa di jaay to pata nahe ! {mazeed maloomat k leay deay gay numbers pr call kar legeay ga (kiun k waqt bht kam hay is leay)} !
                             ok ?
                                      ALL THE BEST !

Offline ATI Karachi

  • Full Member
  • ***
  • Posts: 172
  • My Points +0/-0
  • Gender: Male
  • ANJUMAN TALBA E ISLAM {A T I}
    • www.atikarachi.org
Re: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #7 on: December 15, 2009, 10:43:08 AM »
  : :  :  NEWS ALERT :  : :LAST DATE 15 DEDEMBER SE BARHA KR 20 DECEMBER KAR DI GYI HAY !

Offline ATI Karachi

  • Full Member
  • ***
  • Posts: 172
  • My Points +0/-0
  • Gender: Male
  • ANJUMAN TALBA E ISLAM {A T I}
    • www.atikarachi.org
Re: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #8 on: December 15, 2009, 10:44:11 AM »
aorry 2  DECEMBER

Offline ATI Karachi

  • Full Member
  • ***
  • Posts: 172
  • My Points +0/-0
  • Gender: Male
  • ANJUMAN TALBA E ISLAM {A T I}
    • www.atikarachi.org
Re: ADMISSIONS IN FEDRAL URDU UNIVERSITY KARACHI
« Reply #9 on: December 15, 2009, 10:45:33 AM »
Sorryyy 4
 sorry 2 december !
speelling mistakes.